ﺟﮕﻨﻮ ﮐﻮﺋﯽ‎ ‎ﺳﺘﺎﺭﮦ ﺳﻨﺒﮭﺎﻝ‎ ‎ﺭﮐﮭﻨﺎ

ﺗﻢ ﺍﯾﺴﺎ ﮐﺮﻧﺎ ﮐﮧ
ﮐﻮﺋﯽ ﺟﮕﻨﻮ ﮐﻮﺋﯽ
ﺳﺘﺎﺭﮦ ﺳﻨﺒﮭﺎﻝ
ﺭﮐﮭﻨﺎ ﻣﺮﮮ
ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﻭﮞ ﮐﯽ ﻓﮑﺮ
ﭼﮭﻮﮌﻭ ﺗﻢ ﺍﭘﻨﮯ
ﮔﮭﺮ ﮐﺎ ﺧﯿﺎ ﻝ ﺭﮐﮭﻨﺎ
ﺑﭽﮭﮍﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﻧﮯ
ﻭﻗﺖِ ﺭﺧﺼﺖ ﮐﭽﮫ
ﺍﺱ ﻧﻈﺮ ﺳﮯ ﭘﻠﭧ
ﮐﮯﺩﯾﮑﮭﺎ ﮐﮧ ﺟﯿﺴﮯ
ﻭﮦ ﺑﮭﯽ ﯾﮧ ﮐﮩﮧ ﺭﮨﺎ
ﮨﻮ ﺗﻢ ﺍﭘﻨﮯ ﮔﮭﺮﮐﺎ
ﺧﯿﺎﻝ ﺭﮐﮭﻨﺎ ﯾﮧ
ﺩﮬﻮﭖ ﭼﮭﺎﺅﮞ
ﮐﺎﮐﮭﯿﻞ ﮨﮯ ﻧﺼﯿﺐِ
ﺻﺒﺢ ﻋﺮﻭﺝ ﮨﻮ ﺗﻮ
ﻧﻈﺮﻣﯿﮟ ﺷﺎﻡِ ﺯﻭﺍﻝ
ﺭﮐﮭﻨﺎ

ﮨﺎﺗﮫ ﮨﻤﺎﺭﮮﻟﮯﺟﺎﻧﺎ

ﺟﺐ ﮐﺎﻧﭻﺍﭨﮭﺎﻧﮯﭘﮍ ﺟﺎﺋﯿﮟ

ﺗﻢ ﮨﺎﺗﮫ ﮨﻤﺎﺭﮮﻟﮯﺟﺎﻧﺎ

ﺟﺐ ﺩﯾﮑﮭﻮﮐﮧ ﺗﻢ ﺗﻨﮩﺎﮨﻮ

ﺗﻢﺳﺎﺗﮫ ﮨﻤﺎﺭﺍ ﻟﮯﺟﺎﻧﺎ

ﺍﻭﺭ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﮨﯿﮟﺩﺷﻮﺍﺭﺑﮩﺖ

ﺗﺐ ﮨﻢﮐﻮ ﺍﭘﻨﺎ ﮐﮩﮧ ﺩﯾﻨﺎ

ﺟﻮ ﺑﺎﺯﯼ ﺑﮭﯽ ﺗﻢﺟﯿﺘﻮﮔﮯ

ﺟﻮﻣﻨﺰﻝ ﺑﮭﯽ ﺗﻢ ﭘﺎﺅﮔﮯ

ﺍﺣﺴﺎﺱ ﮨﻤﺎﺭﺍﻟﮯ ﺟﺎﻧﺎ

‏ ﺍﮔﺮﯾﺎﺩﮨﻤﺎﺭﯼ ﺁﺟﺎﺋﮯ

ﺗﻢ ﭘﺎﺱ ﮨﻤﺎﺭﮮﺁﺟﺎﻧﺎ ‏

ﺑﺲ ﺍﮎﻣﺴﮑﺎﻥ ﮨﻤﯿﮟ ﺩﯾﻨﺎ

پھر جان بھی چاہے لے جانا

Tum To Bichar Gaye Magr Sapne Wohi Rahy

Tum To Bichar Gaye Magr Sapne Wohi Rahy

Mosam Badal Gaya Magr Manzar Wohi Rahy

Hoti Rahen Mehflein Tanhaiyun K Saath

Lehrain Badal Gaiyen Magr Sahil Wohi Rahy

Kuch Aesy Taqdeer Ne Faisley Kiye

Duaien Badal Gaiyen Magr Daman Wohi Rahy

Hum Chah K Bhi UmaR Bhar Tanha Hi Rahy

UmaR Beet Gai Magr Jazbey Wohi Rahy

Kia Hua Jo Mahobat Ki Pehchan Bhool Gaye

Tum To Badal Gaye Magr Hum To Wohi Rahy..

Faasla Itna Barhane Ki Zarurat Kya Thi

Faasla Itna Barhane Ki Zarurat Kya Thi,

Tujhe Mujh Se Rooth Kr Janay Ki Zarurat Kya Thi,

Ab Jo Mujh Se Rooth Kar Udaas Rehtay Ho,

Apna Haath Mere Haath Se Chhurane Ki Zarurat Kya Thi

Dunya Kab Kisi K Gham Ko Apna Gham

Samajhta Hay

Tujhe Apna Gham Dunya Ko Dikhane Ki Zarurat Kya Thi,

Main Aaj Tak Is Baat Ko Nahi Samajh Paya

Jab Sath Tmhare Main Tha To Tum Ko Zamane Ki Zarurat Kya Thi..

Nazr-e-Mohabat Ka Kya Tawaan Chahte Ho

Nazr-e-Mohabat Ka Kya Tawaan Chahte Ho
DiL Chahte Ho Ya  Jan Chahte Ho

Parwah Nahi Anjam-e-Mohabt Jo Bhi Ho

Bas Ab FesLa Suna Do K Tum Kya Chahte Ho

PhooLo’n Ki GaLi Ho Ya Ho Kanton Ka Nagar

Le Jao Wahan Jahan Tum Chahte Ho

Be-His Agar Tum Nahi To Khamosh Q Ho

Yeh Lo DiL”

Yeh Lo Jan”

Ab batao Aur Kya Chatay Ho

Seene sey lagaty thay jo mjhe haar bana kar

Seene sey lagaty thay jo mjhe haar bana kar

Chor gaye mjhKo wo gunahgar bana kar

Hasb-e-tufeeq sab ne lota hy mjhko

Apno ne bi loota to mujhe yaar bana kr

Log kehte te k pyar me sirf ruswaai hy

Akhir wo bi chor gayi mujhe apna taalbgaar bana kar

Ab to har taraf se log mujhe loot rahe hen

Koi dost, koi yar, to koi peyar bana kaR

​Har Roz Bhula Dete Ho Kamal Karte Ho

​Har Roz Bhula Dete Ho Kamal Karte Ho

Hansty Ko Rula Dete Ho Kamal Karte Ho

Nahi Hai Mohabbat To Saaf Keh Do

Kyun Umeed Barha Dete Ho Kamal Karte Ho

Jante Bhi Ho K Ek Hi Diya Hai Mere Ghar Me 

Phir Bhi Hawa Dete Ho Kamal Karte Ho

Bhoolne Ka Jo Mujhe Har Roz Kehte Ho

Yoon Yaad Dila Dete Ho Kamal Karte Ho

Khud Hi Kehte Ho K Nasha Haram Hai 

Aur Jaam Bhi Thama Dete Ho Kamal Karte Ho…